Mujhko Ye Aarzoo Wo Uthayein Naqab KhudMujhko ye aarzoo wo uthayein naqab khudUn ko ye intezar taqaza kare koi
Tamana Hai Meri Ki Aapki Aarzoo Ban JauTamana hai meri ki aapki aarzoo ban jauAapki aankh ka tara na sahi aapki aankh ka aansu ban jauMain aap ki zindagi ki khushi banu ya na ban sakuAapke gham mein aapka sahara ban jau
Badi Aarzoo Thi Mohabbat Ko Benaqab Dekhne KiBadi aarzoo thi mohabbat ko benaqab dekhne kiDupatta jo sarka to zulfein deewar ban gayi
Kabhi Kabhi Yaad Mein Ubharte Hain Naqshe Mazi Mite Mite SeKabhi kabhi yaad mein ubharte hain naqshe mazi mite mite seWo aazmaish dil o nazar kee, wo kurbatein si, wo fansle seKabhi kabhi aarzoo ke sehra mein aake rukte hain kafile seWo sari baatein lagav kee si, wo sare unvaan visal ke se
Aarzoo Ye Nahi Ki Gham Ka Toofan Tal JayeAarzoo ye nahi ki gham ka toofan tal jayeFikar to yeh hai ki kahin aapka dil na badal jayeKabhi mujkhko agar bhulana chaho toDard itna dena ki mera dum nikal jaye
Teri Aarzoo Mera Khwab HaiTeri aarzoo mera khwab haiJiska raasta bahut kharab haiMere zakham ka andaza na lagaDil ka har panna dard ki kitaab hai